|
By gaurav92 at 04/12/2010 - 03:55
|
pehli nazar mein deewana kar diya
Main iska member seedhey ban gaya
Register karke post karne main laga
Bin ICF ke main na jee saka
Betting hain yahaan
SBL hain yahaan
Aur kahin tu na ja
Aa bhi jaaaaaaaaa
Oh mere yaar
Ho ja taiyaar
ICF se hi hai
Mujhko Pyaar
Har Match se pehle thread taiyaar hai
Bin ICF zindagi hi bekaar hai
Dhadkano mein ICF ka bukhar hai
Chhaya Suroor hain, Kuchh toh zaroor hai
ICF se door, ho k majboor
Main nahi reh saka, mere yaar
Oh mere yaar
Ho ja taiyaar
ICF se hi hai
Mujhko Pyaar
|
|
|