Jump to content

Shyari,Kavutayein or Nazm


Malcolm Merlyn

Recommended Posts

Tried to find a thread...but didnt get so made this one....if there is a similar one please merge..... It has been said that ordinary people express feelings in tears and smiles........great ones do in words...... i know all of us have felt poetic at some moment of their life.....if not there has to be some lines which touched your heart like no other......so here is where you express them The 1st one is from myside Na kisi ke aankhon ka noor hoon,Na kisi ke dil ka qaraar hoon, Jo kisi ke kaam na aa sake main Ek woh Musht-e-Ghubaar hoon. Na to main kisi ka habbeb hoon,Na to main kisi ka raqeeb hoon, Jo bigad gaya woh naseeb hoon,Jo ujaad gaya wo dayaar hoon. Mera har nazara bigad gaya,Mera yaar mujhse bichad gaya, Jo chaman khizaan mein ujad gaya,Main usi ki fasl-e-bahaar hoon. Pay-Faatiha koyi aaye kyun,Koyi chaar phool chadaye kyun, Koyi aake shama jalaye kyun,Main woh be-kasi ka mazaar hoon. Main kahaan rahoon Main kahaan basoon,Na ye mujhse khush na woh mujhse khush, Main zameen ki peeth ka bojh hoon,Main falak ke dil ka ghubaar hoon. Na kisi ke aankhon ka noor hoon,Na kisi ke dil ka qaraar hoon, Jo kisi ke kaam na aa sake main Ek woh Musht-e-Ghubaar hoon.

Link to comment
Share on other sites

My proficiency in Mumbaiya Hindi makes my sher-o-shayari a little too rough for the liking of general public. Or lets say the world is not yet ready for my literary and poetic creations. But I will post some of others works that I appreciate.

Link to comment
Share on other sites

×
×
  • Create New...