Jump to content

Ek Shabnami Raat Me

rkt.india

Recommended Posts

ek shabnami raat me mere khwab me tum aaye maine dekha to najre jhuka kar shrmaaye apne hoto par hasi khilkhilati laaye baato me khushi jhilmilati laaye tum baato se hame kuch aur lage najro se magar chittchor lage teri aankho ko to ham padh na sake magar hoto se bhi kuch keh na sake tum they sharmaaye, ham they ghabraaye ab is dil pe sitam aur kya kiya jaaye kuch tumne kaha aur kuch hamne kaha aur baato ka silsila kuch yu chala ke ham ye baat keh paaye ke ye dil ham bas tere liye hi hain laaye baato hi baato me tum phir muskuraaye magar ham iska raaz samajh na paaye hoto se phir tumne ye baat kahi pyar ham bhi karte hain tum hi nahi aahein ham bhi bharte hain tum hi nahi jab aankh khuli to tum samne aaye hame laga ke ye dil kahi toot na jaaye hamne dekha ke tum vahi ho ye raat vahi hai, teri baat vahi hai magar kya ye koi khwab nahi hai iske hame vishwas nahi hai phir tumne kaha ye khwab nahi hai teri baat sahi hai tera khwab bhi yahi aur ehsaas bhi yahi hai yahi to vo baat hai jo maine tumse kahi hai

Link to comment
Share on other sites

एक शबनमी रात में मेरे ख्वाब में तुम आये मैंने देखा तो नजरे झुका कर शरमाये अपने होठो पर हसी खिलखिलाती लाये बातो में ख़ुशी झिलमिलाती लाये तुम बातो से हमें कुछ और लगे नजरो से मगर चित्तचोर लगे तेरी आँखों को तो हम पढ़ न सके मगर होठो से भी कुछ कह न सके तुम थे शर्माए , हम थे घबराए अब इस दिल पे सितम और क्या किया जाए कुछ तुमने कहा और कुछ हमने कहा और बातो का सिलसिला कुछ यु चला
Link to comment
Share on other sites

×
×
  • Create New...