Mariyam Posted July 21, 2014 Posted July 21, 2014 Excerpts from an Allama Iqbal poem ( written at that time for an undivided India). Quite apt here. watan ki fikar kar nadaan museebat aane wali hai teri barbadiyon ke mashware hain aasmanoon main na samjhonge to mit jaoge hindustaan walo tumhari daastan tak bhi na hogi daastanoon main yeh khamoshi kahan tak, lazzat-e faryad paida kar zameen par tou ho aur teri sada ho aasmaanoon main na samjhonge tou mit jaoge hindustaan walo tumhari daastan tak bhi na hogi daastanoon main
Recommended Posts